AFSANA
Ye afsana aashiqi ka maine bhi gaaya tha
Ik bewafa ko maine bhi dil mein basaya tha
Ishq-ae-bedard ko main shayad raas aaya nahin
Meri dilruba na mujhse kabhi dil lagaya nahin....

Comments
Post a Comment