Tujhay Chahta Hai
Yeh Dil Na Chahtey Huay Bhi Tujhay Chahta Hai
Tujhay Na Sochoon Phir Bhi Taira Khayaal Aata Hai
Chahta Hoon Keh Tujhay Bhool Jaoon
Lakin Bhoolna Mujhay Nahin Aata Hai
Raat Ko Sotay Huay Tujhay Sochta Hoon
Subah Hotay Hee Phir Taira Khayaal Aata Hai

Comments
Post a Comment