Koi Ummeed Bar Nahin AatiKoi Soorat Nazar Nahin Aati
Maut Ka Ek Din Muayyan HaiNeed Kyon Raat Bhar Nahin Aati
Aage Aati Thi Hale Dil Pe HansiAb Kisi Baat Par Nahin Aati
Comments
Post a Comment